AGAR TUM SAATH HO - ALKA YAGNIK, ARIJIT SINGH Lyrics Singer ALKA YAGNIK, ARIJIT SINGH Music A.R. RAHMAN Song Writer IRSHAD KAMIL Pal Bhar Thahar Jaao Dil Ye Sambhal Jaaye Kaise Tumhe Roka Karun Meri Taraf Aata Har Gham Phisal Jaaye Aankhon Mein Tum Ko Bharun Bin Bole Baatein Tumse Karun 'Gar Tum Saath Ho Agar Tum Saath Ho Behti Rehti Nahar Nadiya Si Teri Duniya Mein Meri Duniya Hai Teri Chaahaton Mein Main Dhal Jaati Hoon Teri Aadaton Mein 'Gar Tum Saath Ho Teri Nazron Mein Hai Tere Sapne Tere Sapno Mein Hai Naraazi Mujhe Lagta Hai Ke Baatein Dil Ki Hoti Lafzon Ki Dhokebaazi Tum Saath Ho Ya Na Ho Kya Fark Hai Bedard Thi Zindagi Bedard Hai Agar Tum Saath Ho Agar Tum Saath Ho Palkein Jhapakte Hi Din Ye Nikal Jaaye Baithi Baithi Bhaagi Phirun Meri Taraf Aata Har Gham Phisal Jaaye Aankhon Mein Tum Ko Bharun Bin Bole Baatein Tumse Karun 'Gar Tum Saath Ho Agar Tum Saath Ho Teri Nazron Mein Hai Tere Sapne Tere Sapno Mein H...
Zaroori Tha - Rahat Fateh Ali Khan Lyrics
Singer | Rahat Fateh Ali Khan |
Lafj kitne hi tere pairon se lipte honge
...
Tune jab aakhiri khat mera jalayaa. hoga
...Tune jab phool kitaabon se nikale honge...
Dene waala bhi tujhe yaad toh aaya hoga
...(Vocals Break)
...Teri aankhon ke dariya ka utarna bhi zaroori tha
...
Mohabbat bhi zaroori thi, bichadna bhi zaroori tha
...Zaroori tha ke hum dono tawafy arzoo karte...
Magar phir arzoo-on ka bikharna bhi zaroori tha...
Teri aankhon ke dariya ka utarna bhi zaroori tha
...
Batao yaad hai tumko woh jab dil ko churaya tha
...
Churayi cheez ko tumne khuda ka ghar banaya tha
...
Woh jab kehte the mera naam tum tasbeeh mein padhte ho
...
Mohabbat ki namazo ko qaza karne se darte ho
...
Magar ab yaad aata hai woh baatein thi mehez baatein
...
Kahin baaton hi baaton mein mukarna bhi zaroori tha

(Vocals Break)
...
Wahin hai sooratein apni, wahin main hoon wahin tum ho
...
Magar khoya huya hoon main, magar tum bhi kahin gum ho
...
Mohabbat mein daga ki thi so kaafir the so kaafir hain
...
Mili hai manzilein phir bhi musaafir the, musaafir hain
...
Tere dil ke nikaale hum kahaan bhatke, kahaan pahunche
...
Magar bhatke toh yaad aaya bhatakna bhi zaroori tha

Zaroori tha ke hum dono tawafy arzoo karte
...
Magar phir arzoo-on ka bikharna bhi zaroori tha
...
Teri aankhon ke dariya ka utarna bhi zaroori tha...
...
...end...

Comments
Post a Comment