AGAR TUM SAATH HO - ALKA YAGNIK, ARIJIT SINGH Lyrics Singer ALKA YAGNIK, ARIJIT SINGH Music A.R. RAHMAN Song Writer IRSHAD KAMIL Pal Bhar Thahar Jaao Dil Ye Sambhal Jaaye Kaise Tumhe Roka Karun Meri Taraf Aata Har Gham Phisal Jaaye Aankhon Mein Tum Ko Bharun Bin Bole Baatein Tumse Karun 'Gar Tum Saath Ho Agar Tum Saath Ho Behti Rehti Nahar Nadiya Si Teri Duniya Mein Meri Duniya Hai Teri Chaahaton Mein Main Dhal Jaati Hoon Teri Aadaton Mein 'Gar Tum Saath Ho Teri Nazron Mein Hai Tere Sapne Tere Sapno Mein Hai Naraazi Mujhe Lagta Hai Ke Baatein Dil Ki Hoti Lafzon Ki Dhokebaazi Tum Saath Ho Ya Na Ho Kya Fark Hai Bedard Thi Zindagi Bedard Hai Agar Tum Saath Ho Agar Tum Saath Ho Palkein Jhapakte Hi Din Ye Nikal Jaaye Baithi Baithi Bhaagi Phirun Meri Taraf Aata Har Gham Phisal Jaaye Aankhon Mein Tum Ko Bharun Bin Bole Baatein Tumse Karun 'Gar Tum Saath Ho Agar Tum Saath Ho Teri Nazron Mein Hai Tere Sapne Tere Sapno Mein H...
Mohabbat Yehha - Bilal Saeed Lyrics

Singer | Bilal Saeed |
Singer | Bilal Saeed |
Song Writer | Bilal Saeed |
ankh hai abhi nam zara si
Zindagi dhundhe wajah si re..
Ehsas wo phir tera gham bhar de
Jab mujhe tu tanha sa kar de re..
Mere lafz tu hi, jan bhi
Mera ishq pe iman bhi
Sajde kare insan hi
Dikhe tujhme phir jahan bhi
Jitna bhulaye utna rulaye
Huve tum paraye jo
Ab jo bhi chahe jitna bhi chahe
Phir bhi rulaye woh
Mohabbat yeh.. ho jaye toh
Mohabbat yeh.. ho jaye toh
Mohabbat yeh.. ho jaye toh
Mohabbat yeh.. ho jaye toh..
ansuon ko mile na koi wajah khushi ki
Dard hai ke ye dil se jata hi nahi
Ake thehra hai mere sine me tera gham is tarah
Phul sehra me koi khilta hai sawan ka jis tarah
Lagte hain sare apne paraye
Dil chot khaye toh
Ab jo bhi chahe jitna bhi chahe
Phir bhi rulaye woh
Mohabbat yeh.. ho jaye toh
Mohabbat yeh.. ho jaye toh
Mohabbat yeh.. ho jaye toh
Mohabbat yeh.. ho jaye toh..
Lamha lamha hua hai mujhse yun ajnabi
Jaise ki zindagi mein zindagi hi nahi
Nam hai yeh ankh, gum hai alfaz
Khamosh hai zuban
Chhod aya main dhadkano ko
Tha tune chhoda jahan
Jiske liye ho sapne sajaye
Wohi tod jaye toh
Ab jo bhi chahe jitna bhi chahe
Phir bhi rulaye woh
Mohabbat yeh.. ho jaye toh
Mohabbat yeh.. ho jaye toh
Mohabbat yeh.. ho jaye toh
Mohabbat yeh.. ho jaye toh..
Zindagi dhundhe wajah si re..
Ehsas wo phir tera gham bhar de
Jab mujhe tu tanha sa kar de re..
Mere lafz tu hi, jan bhi
Mera ishq pe iman bhi
Sajde kare insan hi
Dikhe tujhme phir jahan bhi
Jitna bhulaye utna rulaye
Huve tum paraye jo
Ab jo bhi chahe jitna bhi chahe
Phir bhi rulaye woh
Mohabbat yeh.. ho jaye toh
Mohabbat yeh.. ho jaye toh
Mohabbat yeh.. ho jaye toh
Mohabbat yeh.. ho jaye toh..
ansuon ko mile na koi wajah khushi ki
Dard hai ke ye dil se jata hi nahi
Ake thehra hai mere sine me tera gham is tarah
Phul sehra me koi khilta hai sawan ka jis tarah
Lagte hain sare apne paraye
Dil chot khaye toh
Ab jo bhi chahe jitna bhi chahe
Phir bhi rulaye woh
Mohabbat yeh.. ho jaye toh
Mohabbat yeh.. ho jaye toh
Mohabbat yeh.. ho jaye toh
Mohabbat yeh.. ho jaye toh..
Lamha lamha hua hai mujhse yun ajnabi
Jaise ki zindagi mein zindagi hi nahi
Nam hai yeh ankh, gum hai alfaz
Khamosh hai zuban
Chhod aya main dhadkano ko
Tha tune chhoda jahan
Jiske liye ho sapne sajaye
Wohi tod jaye toh
Ab jo bhi chahe jitna bhi chahe
Phir bhi rulaye woh
Mohabbat yeh.. ho jaye toh
Mohabbat yeh.. ho jaye toh
Mohabbat yeh.. ho jaye toh
Mohabbat yeh.. ho jaye toh..
Comments
Post a Comment