AGAR TUM SAATH HO - ALKA YAGNIK, ARIJIT SINGH Lyrics Singer ALKA YAGNIK, ARIJIT SINGH Music A.R. RAHMAN Song Writer IRSHAD KAMIL Pal Bhar Thahar Jaao Dil Ye Sambhal Jaaye Kaise Tumhe Roka Karun Meri Taraf Aata Har Gham Phisal Jaaye Aankhon Mein Tum Ko Bharun Bin Bole Baatein Tumse Karun 'Gar Tum Saath Ho Agar Tum Saath Ho Behti Rehti Nahar Nadiya Si Teri Duniya Mein Meri Duniya Hai Teri Chaahaton Mein Main Dhal Jaati Hoon Teri Aadaton Mein 'Gar Tum Saath Ho Teri Nazron Mein Hai Tere Sapne Tere Sapno Mein Hai Naraazi Mujhe Lagta Hai Ke Baatein Dil Ki Hoti Lafzon Ki Dhokebaazi Tum Saath Ho Ya Na Ho Kya Fark Hai Bedard Thi Zindagi Bedard Hai Agar Tum Saath Ho Agar Tum Saath Ho Palkein Jhapakte Hi Din Ye Nikal Jaaye Baithi Baithi Bhaagi Phirun Meri Taraf Aata Har Gham Phisal Jaaye Aankhon Mein Tum Ko Bharun Bin Bole Baatein Tumse Karun 'Gar Tum Saath Ho Agar Tum Saath Ho Teri Nazron Mein Hai Tere Sapne Tere Sapno Mein H...
Vaaste Song Lyrics: Dhvani Bhanushali, Tanishk Bagchi | Nikhil D | Bhushan Kumar | Radhika Rao, Vinay Sapru | Lyrics
Vaaste Song - Dhvani Bhanushali & Nikhil D’Souza Lyrics

Singer | Dhvani Bhanushali & Nikhil D’Souza |
Music | Tanishk Bagchi |
Song Writer | Arafat Mehmood |
Vaaste jaan bhi dun
Main ganva iman bhi dun
Qismaton ka likha mod dun
Badle mein main tere
Jo khuda khud bhi de
Jannatein sach kahun chod dun
Tumse zyada main na jaanun
Tumse khud ko main pehchanun
Tumse husn main apna maanun maahiya
Vaaste jaan bhi dun
Main ganva iman bhi dun
Qismaton ka likha mod dun
Tere alawa koi bhi khaahish
Nahi hai baaki to ve
Kadam uthau, jahaan bhi jaaun
Tujhi se jaaun milne
Tere liye mera safar
Tere bina main jaaun kidhar
Tumse zyada main na jaanun
Tumse khud ko main pehchanun
Tumse husn main apna maanun maahiya
Vaaste jaan bhi dun
Main ganva iman bhi dun
Qismaton ka likha mod dun
Badle mein main tere
Jo khuda khud bhi de
Jannatein sach kahun chod dun
Tu hi hai savera mera
Tu hi kinara mera
Tu hi hai dariya mera
Khuda ka zariya mera
Tujhi se hota shuru ye mera karwan
Tujhi pe jaake khatam
Ye mera sara jahaan
Vaaste jaan bhi dun
Main ganva iman bhi dun
Qismaton ka likha mod dun
Main ganva iman bhi dun
Qismaton ka likha mod dun
Badle mein main tere
Jo khuda khud bhi de
Jannatein sach kahun chod dun
Tumse zyada main na jaanun
Tumse khud ko main pehchanun
Tumse husn main apna maanun maahiya
Vaaste jaan bhi dun
Main ganva iman bhi dun
Qismaton ka likha mod dun
Tere alawa koi bhi khaahish
Nahi hai baaki to ve
Kadam uthau, jahaan bhi jaaun
Tujhi se jaaun milne
Tere liye mera safar
Tere bina main jaaun kidhar
Tumse zyada main na jaanun
Tumse khud ko main pehchanun
Tumse husn main apna maanun maahiya
Vaaste jaan bhi dun
Main ganva iman bhi dun
Qismaton ka likha mod dun
Badle mein main tere
Jo khuda khud bhi de
Jannatein sach kahun chod dun
Tu hi hai savera mera
Tu hi kinara mera
Tu hi hai dariya mera
Khuda ka zariya mera
Tujhi se hota shuru ye mera karwan
Tujhi pe jaake khatam
Ye mera sara jahaan
Vaaste jaan bhi dun
Main ganva iman bhi dun
Qismaton ka likha mod dun
Comments
Post a Comment